Kashti Ke Musafir Ne Samandar Nahi Dekha,
Aakhon Ko Dekha Per Dil Mein Utr Kar Nahi Dekha,
Pathar Samajhate Hain Mujhe Mere Chahne Wale,
Hum Toh Mom Hain Kisi Ne Chhoo Kar Nahi Dekha …
Zamaane Ka Bhaar Zara Dil Se Utaar Le,
Nanhi Si To Life Hai Yaar, Hans Ke Gujaar Le …
Darr Mujhe Bhi Laga Faasla Dekh Kar,
Per Main Badhta Gaya Raasta Dekh Kar,
Khud Ba Khud Mere Nazdeek Aati Gayi,
Meri Manzil Mera Haunsla Dekh Kar ….
न सो सका हूँ न शब जाग कर गुज़ारी है
अजीब दिन हैं सुकूँ है न बे-क़रारी है
~ ज़ुहूर नज़र
Log Doobtey Hain Toh Dariya Ko Dosh Detey Hain,
Manzil Na Mile Toh Raaston Ko Dosh Detey Hain,
Khud Toh Sambhal Kar Chaltey Nahi,
Jab Thokar Lagti Hai Toh Patthar Ko Dosh Detey Hain.
किसी दिन ज़िंदगानी में करिश्मा क्यूं नहीं होता,
मैं हर दिन जाग तो जाता हूं ज़िन्दा क्यूं नहीं होता।
Sath Na Rehne Se Rishte Toota Nahin Kartey
Waqt Ki Dhoondh Se Lamhein Chhuta Nahin Kartey
Log Kehte Hain Ki Mera Sapna Toot Gaya
Toot-ti Neend Hai Sapne Toota Nahi Kartey …
ज़रा सी चोट लगी, कि चलना भूल गए,
शरीफ लोग थे, घर से निकलना भूल गए,
तमाम शहर में घूमे किसी ने नहीं पहचाना,
हम एक रोज़ जो चेहरा बदलना भूल गए!
Sad Shayari on life – The life is full of sorrow and there is nothing easy to get in life. There is a hidden but certain sadness in everybody’s life which makes feel so bad that sometime you just want to hide yourself somewhere. When you want to happy, life makes you sad, suddenly. There is a great bond between sadness and life. Then, these are the words of Shayari which brings the ray of hope in darkness of sad life. We at Shayari Network always try to craft the words which can calm down a restless soul living this heartbreaking life.
आँसू निकल पड़े…
इतना तो ज़िंदगी में, न किसी की खलल पड़े,
हँसने से हो सुकून, न रोने से कल पड़े,
मुद्दत के बाद उसने, जो की लुत्फ़ की निगाह,
जी खुश तो हो गया, मगर आँसू निकल पड़े।
इस मोहब्बत की किताब के,
बस दो ही सबक याद हुए,
कुछ तुम जैसे आबाद हुए,
कुछ हम जैसे बरबाद हुए।
तेरी आँखों में सच्चाई की एक राह दिखाई देती है,
तू है मोहब्बत का दीवाना ऐसी चाह दिखाई देती है,
माना कि ठोकर खाई है जमाने में बेवफाओं से,
पर तू आशिक है तुझमें मोहब्बत की चाह दिखाई देती है।
तुम अगर याद रखोगे तो इनायत होगी,
वरना हमको कहाँ तुम से शिकायत होगी,
ये तो बेवफा लोगों की दुनिया है,
तुम अगर भूल भी जाओ तो रिवायत होगी।
तेरे शहर में आ कर बेनाम से हो गए,
तेरी चाहत में अपनी मुस्कान ही खो गए,
जो डूबे तेरी मोहब्बत में तो ऐसे डूबे,
कि जैसे तेरी आशिक़ी के गुलाम ही हो गए।
Mannato, Murado Ya Naseebo Se Milte Hai Lakhte Jigar
Phir Kyon Budhaape Mein Sataate Hain Lakhte Jigar
Jinki Khushi Key Liye Khoon Pasina Bahaya Har Din
Phir Kyon Budhaape Mein Khoon Key Aansoo Rulate Hain Lakhtey Jigar
Jinki Ek Aah Bhar Se Kaleja Phatt Jata Tha Arif
Phir Kyon Budhaape Mein Kaleja Phaad Dete Hain Lakhte Jigar …
– Mohd.Arif “Cheetal”
Tanhaiyon Ke Saaye Mein Chain Kahaan
Aankh Khul Jaye To Fir Khwab Kahaan
Jee Jalaate Hain Subah Ke Thande Jhonke
Kho Gye Mohabbat Ke Voh Nazaare Kahaan
Ishq Ik Mushqil Imtehaan Tha Pehle
Ab Mohabbat Ke Voh Aadab Kahaan
Ab Kahaan Wafa Karne Wale Milte Hain
Us Pak Zamaane Jaise Insaan Kahaan
Ab To Khud Ki Dhadkan Se Bhi Darta Hai Dil
Ab Is Dil Mein Dilbar Ka Ghar Kahaan
Duniya Sunsaan Hai Kisi Registaan Ki Trah
Pehle Wali Voh Mehfilein Haseen Kahaan…